Tuesday, June 23, 2009

Fanaa


Fanaa was a Bollywood super hit movie in 2006. Aamir Khan and Kajol were paired together for first time. Tabu played an important role in this movie. Kunal Kohli was the director for this movie. This is one of the best film for Yash Raj FIlms banner. Aamir Khan for first time appeared as terrorist.


We know that Aamir Khan takes care about every department of his movie. He has taken such type of cares for this movie also. Movie deals the terror concepts only but, movie was shot in very beautiful locations. Music was a chartbuster. And dialogues are touching.
+++++++++++++++++++++


Main tumhe kuch nahin de sakta Zooni. Maine tumse kaha tha main zarooraton ko maanta hoon, pyaar aur ahsaas ko nahin. Auratein mere liye sheharon ki tarah hoti hain - kuch din ek shehar mein bithana, usmein kho jaana, aur phir agala shehar, yehi main hoon. Aur main badal nahin sak

++++++++++++++++++++

Dekho Rehan, ye shehzaadon wali baatein khwabon mein achchi lagti hain, hakeekat mein nahin. Mujhe tum mile ho, yeh hakeekat hai. Hum ittefaaq se nahin, kismat se mile hain. Poori zindagi nahin to, kam se kam agle baarah ghante to hum saath mein bitha sakte hain. Shaayad hamaare paas sirf aaj hai, sirf aaj. Sirf ab.


+++++++++++++++++++++

Tum mujhse itni mohabbat kaise kar sakti ho Zooni ? Koyi kisi se itni mohabbat kaise kar sakta hai ? Ek vaada karta hoon Zooni, ye agale baarah ghante tumhaare zindagi ke sabse haseen hone waale hain.

+++++++++++++++++++++

No comments:

Post a Comment